Anything is possible if you believe it
Juma mai ek ghadi
Juma mai ek ghadi aisi huti hai ke musalman is ghadi mai Allah ta’ala se ju bhalaee bhi mange ga Allah ta’ala is se aata fermadege aur vo ghadi bahut thudi der rehti hai.
(Bukhari & Muslim) [Abu Huraira]
Darood ki fazilat
Raat k akhri hisey main dua qubool hoti hai
Har Raat ki jab akhri tehai reh jati hai to Allah Asman e duniya par ata hai.
(Bukhari) [Abu Huraira]
Azan aur Ikamat
Azan aur Ikamat kay darmain main dua qubool hoti hai
Iftaar se pehle
Iftaar se pehle dua qubool hoti hai
Waladain
Waladain ko dekhne se maqbool Haj aur Umrah ka sawab milta hai
Bilmillah
Khane se pehle Bilmillah na parne se Saitan shamil ho jata hai khane main
Kisi ki madad
Dunya main kisi ki madad karne se Allah (SWT) madad karte hain
Kisi k liye dua
Kisi k liye dua karne se Allah (SWT) kidi k liye mangne wale di dua qubool pehle karta hai
Nafli Roza rakhna
Jumerat aur peer ko agar ho sake to nafli Roza rakhna chaiye, hamare Amaal Allah (SWT) ko paish hote hain,
Yome arafar
Yome arafar ka roza rakhne ki fazilat
Yome Ashura
Yome Ashura k rozay rakhne fazilat
Shawal k rozay
Shawal k 6 rozay rakhne ki fazilat
Sadqa aur khairat
Sadqa aur khairat aise dena k aik hath se de aur dusre hath ko pata na chale
Sunat k mutabiq nakhun katna
Hum jante hain k sunat k mutabiq nakhun kaise katne hain magar phir bhi nahin kat te
Shifa
ALLAH Talah Ne 9 Cheezon Mein Barri Shifa Raki Hai
1 Quran Sharif
2 Sadqa
3 Sila Rehmi
4 Surah Fateha
5 Safar
6 Shehad
7 Kalonji
8 Zam Zam
9 Zetoon
Bismillah ki fazilat
Hum jante hain ki Bismillah ki bari fazilat hai magar phir bhi har naik kaam se pehle aksar bhool jate hain.
Right side se kaam suru karna
Hum jante nahin ke sunnat right side se kaam ko suru karne ko targeeb deti hai aur left side se khatam karne ko
ALLAH kay pasandida loog
” Jo Ghussay Ko Pee Jatey Hain Aur Doosro’n Ka Qasoor Mua’af Ker Dete Hain Aisey Log ALLAH Ko Bohat Pasand hain”
[Ref: Surah-Al-Imran – Verse 134]